Gufatagu -e- zindagi, kya tujhe meri khabar hai ; ya tubhi apno ki tarah bekhabar hai
taqaluf na kar , hun main tujh mein ; bas tujhe hi yeh khabar hai
dhoondti tu mujhe khud se pare na jaane kahan ; ashq gar ho aankhon mein , toh dil bhi dur hai ; gufatagu -e -zindagi , kya tujhe meri khabar hai !
Na kuch kaha Na kuch suna , haq aisa jataya ki hum sharmzar hue ; Na uthi nigahen na lafz bayan hue , sirf dhadkane tham gayeen aur hum benakab hue .

No comments:
Post a Comment