"Dastur-e-zindagi , itni de khabar ; kya khata hui mujhse , jo tu hai bekhabar; tha woh itefaaq ya hai yeh itefaaq , jab nazdikiyaan hui faasle badh gaye"
teri aankhon ki nami , teri woh jhooti haansi
tera nazre chupana , par mudde pe na aana
yaad rakhungi main jab tak hai jaan , jab tak hai jaan
No comments:
Post a Comment