Apne gam ki numaish na kar Apne naseeb ki azmaish na karJo tera hai tere pas khud ayega Roz usey paney ki khwaish na karTaqdir badal jayegi Apne aap hi ai dostMuskurana seekh le wajeh ki talash na karHappy Guru Purab!
Tuesday, 27 November 2012
Sunday, 25 November 2012
Saturday, 24 November 2012
Thursday, 22 November 2012
Monday, 19 November 2012
kuch dil ne kaha ... kuch bhi nahi ....
" Na imtihaan le tu mere sabr ka ,Na rooh ko nashtar choobha ;Mehsus kar ehsaas mera , Na imtihaan le mere hone ka"
Friday, 16 November 2012
" Aaj andhere raas aa rahe hain, khud hi se baatein farma rahein hain , kuch jaani kuch anjaani si main lagi , Ulfat ke aasar nazar aa rahe hain "
'' tere ankahe lafzon ka sabab hun main, teri jhooti hansi ka Sach hun main , Teri aankhon ki nami ka dard hun main , tere dil ki dhadkano ki shararat hun main ; Na pooch mujhse mera tarruf , ki tera pata hun main "

Saturday, 10 November 2012
"Aaj aankhen nam hain , par ashk khushk hain , socha zara ro ke dil halka kar lun , par sab zabt hai , aisa bhi nazara hoga socha na tha "
"Jab jab usne pukara humne tham liya ; jab hue hum ghumgeen , toh khud ko tanha paya ; fanaa ho gayee justaju zindagi ki , shiddat jo thi woh kahan kho gayee"
" Badi mushkil se kiya tha fir se aitbaar , socha yeh hai jaanisar ; par jab chali halki si hawa , woh bezaar ho gaya ; main hum se bada ho gaya , tohmaton ke bazaar mein hum khakh ho gaye "

Thursday, 8 November 2012
Thursday, 1 November 2012
khud se dillagi
Gufatagu -e- zindagi, kya tujhe meri khabar hai ; ya tubhi apno ki tarah bekhabar hai
taqaluf na kar , hun main tujh mein ; bas tujhe hi yeh khabar hai
dhoondti tu mujhe khud se pare na jaane kahan ; ashq gar ho aankhon mein , toh dil bhi dur hai ; gufatagu -e -zindagi , kya tujhe meri khabar hai !
Na kuch kaha Na kuch suna , haq aisa jataya ki hum sharmzar hue ; Na uthi nigahen na lafz bayan hue , sirf dhadkane tham gayeen aur hum benakab hue .

Subscribe to:
Posts (Atom)