Jo socha kabhie tahna kaise rahein , khawabon ka sahara liya ; Jo socha kabhie aayene main khud ko kaise dekhein , toh tera sahara liya Zindagi ki chah mein khud ko bhula diya ; jab leni thi apni khabar; usko pukaar liya
Kabhie fursat ke lamhon mein , khud hi se baatein hoti hain ; muskra letein hain, jab nigahein chaar hoti hain ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
No comments:
Post a Comment